Image File Ka Size Kam Kaise Kare [Without Losing Quality] technical tadka

Image File Ka Size Kam Kaise Kare [Without Losing Quality]
           How to Reduce Image size in Hindi | Image File Ka Size Kam Kaise Kare? Hello Guys! kya aapke pass koi esa image hai, jiska size bhut jyada hai, or aap uske size ko reduce / compress karna chate hai. wo bhi bina uski quality ko kam kiye. wese to eske bhut saare methods hai, but aaj me aapko 2 best online / offline working tarike bataunga jisse aap aasani se apne kisi bhi photo ke size ko kam kar sakinge, or wo bhi without losing quality.




Agar aap ek Blogger, YouTuber, Photographer, Editor hai, to aapko image compression ke baare me pata he hoga. agar aapko nhi pata, to aapko yeh article carefully read karna chaiye, kyuki kisi bhi image file ko compress karke aap apne kafi Data or Bandwidth ko bacha sakte hai.
·            
Image File Ka Size Kam Kaise Kare?
Kisibhi image file ke size ko reduce karne ke aaj me aapko 2 methods bata rha hu, aap kisi bhi ek ko use kar sakte hai.

#1 Method: Compress Image File Online!

Step1: Sabse phele http://compress.photos ki site par jaye, or Add files par click karke apne image ko upload kare.
Step2: Image upload hone ke baad uska size check kar le, or start button par click kare.

Before Compression Image File Size: 596KB                               Ab kuch Seconds ki process ke baad aapka image compressed ho jayega. ab aap uska size dekh sakte hai.


After Compression Image File Size: 84KB

Step4: Ab Download button par click karke aap apne image ko successfully download kar sakte hai.

to guys es trha aap aasni se online apne kisi bhi image ko compress kar sakte hai, or uske size ko reduce kar sakte hai.


Agar aap bina Internet connection ke image file size ko kam karna chate hai, to aap offline Method #2 ko use kar sakte hai.

#2 Method: Compress Image File Offline!
Step1: Sabse phele apne Windows PC me Caesium Image Compressor software ko download kar le.
Step2:software ko download karne ke baad install & open kare, or Add File par click karke image ko upload kare. 

Step3:Ab aapko neeche setting ko ese he rhene dena hai, bas Output Folder ko choose karke, Compress button par click kare. 
Step4:Ab aapka Image successfully aapke set kiye hue output folder me save ho jayega. ab aap check kar sakte hai, ki kitna size compress hua hai.

Before Compression Image File Size: 596KB

to guys es trha aap aasni se offline apne kisi bhi image ko compress kar sakte hai, or uske size ko reduce kar sakte hai.

·          
& If you like this article, please share!

& Thanks for Reading.