Computer Me Pattern Lock Kaise Lagaye technical tadka



Computer Me Pattern Lock Kaise Lagaye

Aapne apne Androidsmartphone me to bhut pattern lock lagaya hoga. but kya aap jaante hai, ki apne windows pc apne Computer / laptop me bhi aap bhut aasani se pattern lock set kar sakte hai, or apne Computer ko or bhi secure kar sakte hai.

Hello Guys aaj me aapko bataunga ki kaise aap apne PC or Laptop me pattern lock laga sakte hai. wese to yeh trick bhut purani hai, but agar aapko nhi pata to aapke liye new he hai. i hope aapko jarror pasand aayegi. so let’s start…

Computer Me Pattern Lock Kaise Lagaye?
Apne Windows PC me pattern lock set karne ke liye aapko ek chota sa software apne computer me download karna hoga, neeche bataye gye steps ko theek se follow kare.

Step1: sabse phele aapko apne computer me XUS PC Lock Ultimate Edition software ko download karke install karna hoga.
Step2: XUS PC Lock ko install karne ke baad open kare, or apna koi new pattern set kare
Step3: Apna koi new pattern set karne ke baad General tab par click kare, or apne hisab se usme setting kar le. 
Step4: General setting karne ke baad Background par click kare. yha par aap background image ko change kar sakte hai, or apne hisab se koi bhi ek effect choose kar sakte hai.
Step5: Ab Advanced tab par click kare. yeh advanced setting hai, aap cahe to ese change kar sakte hai. warna esko ese he rhene de.

Step6: Ab saari setting karne ke baad ok par click kare. ab aapse register karne ke liye kha jayega. kyuki yeh ek paid software hai. or 14 days ka free trial hai.

Step7: Ab agar aap esko free me use karna chate hai, to neeche de gyi key ko paste karke register par click kare.

Registration Code:
BRD-IKKS4V-7X29Q3YDAAB6VB735BA

Step8: Ab aapka software free me register ho jayega. or ab aap free me esko life time use kar sakte hai. es software ka demo dekhne ke liye, taskbar me jaker software par right click karke Lock Computer par click kare, ya phir Win + A button press kare.

Step9: Ab aapka computer lock ho jayega, or kuch es trha dekhega.

  •  

to Guys es trha aap apne Windows PC / Computer  / Laptop me aasani se pattern lock laga sakte hai. i hope aapko yeh article pasand aaya hoga.

If you like this article, Don’t forgot to share this article on social media…


Thanks for Reading…